Roman script

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me

tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me

bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

mushkil se moka mere hath aaye

ha mushkil se moka mere hath aaye

kar ke bahana kahi dur jaye

bedardi kab se pada mere piche

baiya pakad ke jabardasti kiche

lapak japak ki ladiya me, ladiya me

bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

najuk badi hai jawani ki dori

mane na kehna bade jora jori

nas nas me masti chade haule haule

mausam suhana jiya mora dole

jab jugnu chamke talaiya me, talaiya me

bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me

tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me

bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me

bada maja aaye rajaiya me

ha bada maja aaye rajaiya me

bada maja aaye rajaiya me

Explore this song