Roman script

bin teri saajani lage jiya na o o o tadap tadap

jaye mere sab arman o saiyaan ko chodke na ja

saiyaan re saiyaan re ye gori baiyaan re

saiyaan re saiyaan re ye gori baiyaan re

meri chudi mera kangna yaad aayega tujhko saajana

bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware

na re saiyaan ko chodke na ja

na re saiyaan ko chodke na ja

a na re saiyaan ko chhod ke na ja

na re saiyaan ko chodke na ja

saiyaan re, ye ada haye ye ada ye badan haye surmayi ye nayan

haye aur ye jadu

ye nasha haye ye nasha ye jalan haye ye jalan ye chubhan

haye aur ye khushbu

teri ye adayen

teri ye jawani ab kahan milegi mujhko ye diwani

hoye oy oy oy rang rangili roop ki lali shan pe bikhri julf ye kali

bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware

na re saiyan ko chodke na ja

na re saiyan ko chodke na ja

a na re saiyan ko chhod ke na ja

na re saiyan ko chodke na ja

bhul ja

haye ab ye raaten kahan

haye ab ye baaten kahan haye sun meri jaan

ja re ja haye aur ye rahat kahan

haye aur ye chahat kahan

haye pyase mehman, aise na daga de

aisi na saaja de

chain aye zara aisi koi duwa de

hoye oy oy oy mera jhumka mera thumka 

milanewala ab nahi tumko

bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware

na re saiyaan ko chodke na ja

na re saiyaan ko chodke na ja

a na re saiyan ko chhod ke na ja

na re saiyan ko chodke na ja

na ja na ja na ja ja re ja

na ja na ja na ja ja re ja

na re saiyan ko chodke na chodke na ja

na re saiyaan ko

haye na re saiyaan ko chodke na chodke na ja

saiyaan re, saiyaan re

saiyaan re, saiyaan re

na re saiyaan ko chodke na ja, na ja na ja na ja ja re ja

na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja

na re saiyaan ko chodke na

saiyaan saiyaan ko chodke na

na re saiyaan ko chodke na ja

Explore this song