Roman script

Siske siske naina kiske

Saawan bundiya dhal jaye re

O Siske siske naina kiske

Saawan bundiya dhal jaye re

Lachke machke baadal sach ke

Jiya kaahe ghabraaye re

Saiyan naa jaa re

Saiyaan Saiyaan naa jaa re..

Soona soona angna re

Saha naa jaaye kahaa bhi na jaaye

Siske siske naina kiske

Saawan bundiya dhal jaye re

Lachke machke baadal sach ke

Jiya kaahe ghabraaye re

Saiyan naa jaa re

Saiyaan.. naa jaa re.. (x2)

Soona soona angna re

Saha naa jaaye kahaa bhi na jaaye

Siske siske naina kiske

Saawan bundiya dhal jaye re

Lachke machke baadal sach ke

Jiya kaahe ghabraaye re

Maula maala Maula tori mala piya

Pyala pyala pyala tora pyala piya… (x2)

Tori tori ankhiyaan tori hui

Hui na khabar jab chori hui

Sab hosh gaya chain gaya

Main haar gyi piya jeet gaya

Saiyaan Saiyaan Saiyaan naa jaa re..

Soona soona angna re

Saha naa jaaye kahaa bhi na jaaye

Jogi jogi jogi mann uth gaya re

Ghut ghut ghut dum ghut gaya re

Saiyan.. Saiyan.. Saiyan…

Jogi jogi jogi mann uth gaya re

Ghut ghut ghut dum ghut gaya re

Jhooti jhooti saas koi kar gaya re

Jhooti jhooti aas joi bhar gaya re

Tooti payal, mann ghayal

Jhar jhar jhar.. saawan chhal chhal chhal..

Saiyaan.. naa jaa re..

Soona soona angna re

Saha naa jaaye kahaa bhi na jaaye

Saiyaan… Saiyaan…

Explore this song