Roman script

aasu mai gajara ban jaungi 

gajara ban jaungi main 

gajara ban jaungi main 

saiya tore hatho me, gajara ban jaungi 

gajara ban jaungi main 

gajara ban jaungi main 

saiya tore hatho me, saiya tore hatho me

nazaro me asha ki, kaliya piro kar 

nazaro me asha ki, kaliya piro kar 

tore gale phulo ki, main mala ban jaungi 

main mala ban jaungi, main mala ban jaungi 

main mala ban jaungi 

saiya tore hatho me, saiya tore hatho me

dhadkega jab dil, dil ke sahare 

dhadkega jab dil, dil ke sahare 

muh fer lenge jab, hans ke sitare 

muh fer lenge jab, hans ke sitare 

machlenge tanman, sapno ke dhare 

machlenge tanman, sapno ke dhare 

piya tere naino ki, main nindiya ban jaungi 

main nindiya ban jaungi, main nindiya ban jaungi 

main nindiya ban jaungi 

saiya tore hatho me, saiya tore hatho me

gajara ban jaungi 

gajara ban jaungi main 

gajara ban jaungi main 

saiya tore hatho me, saiya tore hatho me

Explore this song