Roman script

saher se shaam talak, usska intazaar kare

wo bewafa sahi hum, phir bhi aitbaar kare

yahi hain apni ibaadat, yahi hain pooja bhi

usi ko soch ke roye, usi ko pyaar kare

usi ko soch ke roye, usi ko pyaar kare

wo bewafa sahi hum, phir bhi aitbaar kare

saher se shaam talak, usska intazaar kare

saher se shaam talak, usska intazaar kare

unhi ke saamne ye bhi, kabhi tamasha ho

unhi ke saamne ye bhi, kabhi tamasha ho

unhi ke saamne ye bhi, kabhi tamasha ho

hum apne daaman-e-hasti ko taar taar kare

hum apne daaman hasti ko taar taar kare

wo bewafa sahi hum, phir bhi aitbaar kare

saher se shaam talak, usska intazaar kare

wo bewafa sahi hum, phir bhi aitbaar kare

saher se shaam talak, usska intazaar kare

saher se shaam talak, usska intazaar kare

Explore this song