Roman script

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye

jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye

jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye

jab bhi woh khaab banke mere paas aa gaye

har raat zindgi ki hasee raat ho gayi

har raat zindgi ki hasee raat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

socha unhein to kitne sawalat ho gaye

socha unhein to kitne sawalat ho gaye

socha unhein to kitne sawalat ho gaye

socha unhein to kitne sawalat ho gaye

dekha unhein to noor ki barsaat ho gayi

dekha unhein to noor ki barsaat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

dil unka jitne me ye bhule huye the hum

dil unka jitne me ye bhule huye the hum

dil unka jitne me ye bhule huye the hum

dil unka jitne me ye bhule huye the hum

pehle kadam pe apni kahin maut ho gayi

pehle kadam pe apni kahin maut ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

aankhon ne kahi dil ne suni baat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

phir aaj unse apni mulakaat ho gayi

Explore this song