Roman script

tohfa ye gham ka mere naam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

tohfa ye gham ka mere naam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

ik bewafa ne daulat ki khaatir

ik bewafa ne daulat ki khaatir

meri wafaa ko nilaam kar diya

tohfa ye gham ka mere naam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

khaaya hain dhoka dil ko lagake

luta hain usne mujhe apna bana ke

phir aankh bheegi phir dard jaaga

tadpaye mujhko wo phir yaad aake

ye kyaa tamasha sare aam kardiya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

ye kyaa tamasha sare aam kardiya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

paake use yu khonna padega

rushwa mohabbat mein hona padega

ik pal khushi ki kyaa ye saza hain

har ek pal mujhko rona padega

aagaaz hi mein anzaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

aagaaz hi mein anzaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

uski nazar mein daulat hain sabkuch

joothi zamane ki souhrat hain sabkuch

usne kiya hain chahat ka sauda

meri nazar mein to chahat hain sabkuch

usne to mujhko badnaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

usne to mujhko badnaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

ik bewafa ne daulat ki khaatir

ik bewafa ne daulat ki khaatir

meri wafaa ko nilaam kar diya

tohfa ye gham ka mere naam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

karna na thaa jo wo kaam kar diya

Explore this song