Roman script

allah allah allah beli ho allah beli

allah allah allah beli ho allah beli

kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

allah allah allah beli ho allah beli

allah allah allah beli ho allah beli

majhab hai uska pyar ibadat hai dosti

jalta hai wo diye sa lutata hai roshani

khidmat khuda ke bando ki hai uski bandagi

jina hai dusro ke liye uski jindagi

har nam ka nadi me kinara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

allah allah allah beli ho allah beli

allah allah allah beli ho allah beli

faili hui jami ki tarah uska pyar hai

uska nahi hai koi wohi sabka yar hai

khatro se khela hai wo oro ke waste

hatke musadiro ko dikhata hai raste

rato ka chand bhor ka tara hai na khuda

tufan me khuda ka isara hai na khuda

kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

allah allah allah beli ho allah beli

allah allah allah beli ho allah beli

oro ko waste jo jiye wo na hai na khuda

oro ke gum ka jahar piye wo hai na khuda

khud apni ja nisar kare wo hai na khuda

kasti sbhi ki par kre wo hai na khuda 

in sa nahi h pyar ka dhara hai na khuda

tufan me khuda ka isara hai na khuda

kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda

tufan me khuda ka, isara hai na khuda

allah allah allah beli ho allah beli

allah allah allah beli ho allah beli

Explore this song