Roman script

sahmi sahmi ahe, hai dahshat si man me

jane ye mujh ko kya ho raha hai

sahmi sahmi ahe, hai dahshat si man me

jane ye mujh ko kya ho raha hai

yad un ki dil se jati nahi hai

jane ye mujh ko kya ho raha hai

shyahi hai ranjogan ki fiza

si hai chai har pal pe mera 

har pal mera jee jal raha hai 

yad un ki dil se jati nahi hai

jane ye mujh ko kya ho raha hai

virangi hai har su, har patta hil raha hai

mere hal-e-dil pe hay! ashiyana ro raha hai

yad un ki dil se jati nahi hai

jane ye mujh ko kya ho raha hai  

vo agar aa bhi paye, ruk payegi gardishe kya

jin ki khatir mera ye jahan mit raha hai

yad un ki dil se jati nahi hai

jane ye mujh ko kya ho raha hai  

jane ye mujh ko kya ho raha hai

Explore this song