Roman script

laali teri soneya jit dekhu ut laal

laali dekhan mai gaya te mai bhi ho gaya laal

jab se hai teri meri ankhiya ladi, haay

tab se hai mujhko bechaibi padi, aaye haay

mai to hun aisi kacchi kali, ui ma

aaja tu aaja meri gali sadhe teen baje

sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur

sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur

are lachak lachak teri patli kamariya

chhanak chhanak teri chudi

dekh ke tere nain nashile sad ke jaaun mai kudi

meri jawani to waah waah re waah waah

meri adaao me jalwa hi jalwa

meri jawani to waah waah re waah waah

meri adaao me jalwa hi jalwa

jab bhi mai niklun bangle se baahar

sare mauhalle me ho jaaye halla chahe jitna bhi

chahe jitna bhi, rehna tu raja majbur magar aana jarur

sadhe teen baje sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur ras bhare hontho se pyaas mita dun

namkeen jawani ki chatni chata dun

ras bhare hontho se pyaas mita dun

namkeen jawani ki chatni chata dun

gore badan se main patti jala dun

kabhi na chakha ho jo aisa maja dun meri baaho me

meri baaho me jaldi se aana huzur

chale aana huzur sadhe teen baje

sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur teri kamsin adaao se khelunga mai

tere hontho ki laali chura lunga mai

haay daiya teri kamsin adaao se khelunga mai

tere hontho ki laali chura lunga mai

tere gore badan se lipat jaaunga

tujhe baaho me le ke simat jaaunga

tere tan man me tere tan man me chahat ka bhar dun sarur

pyaar karna jarur sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur sadhe teen baje bangle pe aana jarur

darling aana jarur

Explore this song