Roman script

sachmuch mai to diwana ho gaya jane kaha ye dil kho gaya

aankho aankho ek hi chehra dhadakan dhadakan ek hi naam

tere siva ab is duniya me aur nahi koyi mujhko kaam

sachmuch mai to diwani ho gayi apni shuru kahani ho gayi

haye haye haye 

sachmuch mai to diwana ho gaya

aur kisi pe nazar na thehri dekha hai tujhko jab se

ha teri muhabbat mil gayi mujhko aur mai kya mangu rab se

ho bhul gaye ham dono jaha ko ishq me aise chur huye

kho gaye ham to ab yado me is duniya se dur huye

sachmuch mai to diwana ho gaya jane kaha ye dil kho gaya

haye haye haye 

aankho aankho ek hi chehra dhadakan dhadakan ek hi naam

tere siva ab is duniya me aur nahi koyi mujhko kaam

sachmuch mai to diwana ho gaya

is dharati se us ambar tak chehra tera leharaye

shokh baharo ka ye mausam teri hi khushbu laye

he dil pagal hai baat na mane kaise isko samajhau

kaisa mera haal hai yar kaise tujhko batalau

sachmuch mai to diwani ho gayi apni shuru kahani ho gayi

haay haye haye 

aankho aankho ek hi chehra dhadakan dhadakan ek hi naam

tere siva ab is duniya me aur nahi koyi mujhko kaam

aankho aankho ek hi chehra dhadakan dhadakan ek hi naam

tere siva ab is duniya me aur nahi koyi mujhko kaam

sachmuch mai to diwani ho gayi

sachmuch mai to diwana ho gaya

Explore this song