Roman script

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

main kahin dur na thaa

main kahin dur na thaa

tumne pukaara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

main kahin dur na thaa

main kahin dur na thaa

tumne pukaara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

na baharo me kashish hai

na sitaro me chamak

na baharo me kashish hai

na sitaro me chamak

ab tere baad, ab tere baad

ab tere baad, koi aur nazara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

ye alag baat ke, apne hi paraye nikale

ye alag baat ke, apne hi paraye nikale

kya karen wo, kya karen wo

kya karen wo jise, jine ka sahara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

maut jismo ki hua karti hai 

ruho ki nahi

maut jismo ki hua karti hai 

ruho ki nahi

Ishq walo, ishq walo

Ishq walo ko kabhi, maut ne mara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

main kahin dur na thaa

main kahin dur na thaa

tumne pukaara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

sach to ye hai, ke mera saath 

gawara hi nahi

Explore this song