Roman script

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

koyi baat hai dil mein dabi dabi

koyi aah hai rooh mein ruki ruki

sach na bataana

ho o o sach na bataana padega pachhtaana

sach na bataana

ho o o sach na bataana padega pachhtana

sach na bataana

kuchh logo se hai rishton mein bhi daag

jug jug se tu soya pyaare jaag sake to jaag

kuchh logo se hai rishton mein bhi daag

jug jug se tu soya pyaare jaag sake to jaag

desh ko becha, dharm ko becha, aur becha imaan

inaki wajah se karje mein duba hai hindustaan

abb toh bachaana, daata abb to bachaana 

sab loot gaya khajaana, abb toh bachaana

ha abb toh bachaana, sab loot gaya khajaana

sach na bataana

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

mitha mitha dard, tikha tikha gham 

mitha mitha dard, tikha tikha gham

ashkon ko chhupa pyaare hasata chal hardam

ashkon ko chhupa pyaare hasata chal hardam

mitha mitha dard, tikha tikha gham

ashkon ko chhupa pyaare hasata chal hardam

bik gaya jameer aur loot gaye hai hum

sukh gaye ashk koyi aankh nahi nam

pagala deewaana

ho o o pagala deewaana gaata jaaye yeh taraana

pagala deewaana

ho o o pagala deewaana gaata jaaye yeh taraana

sach na bataana

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

al madat khuda, al madat khuda

main dalaal tu dalaal kaant maar thok daal

hey chor kaha ke

main dalaal tu dalaal kaant maar thok daal

hey chor kaha ke

kotwal jeb mein daale maal maal maal

main dalaal tu dalaal kaant maar thok daal

hey chor kahaa ke

main dalaal tu dalaal kaant maar thok daal

hey chor kahaa ke

kotwal jeb mein daale maal maal maal

Explore this song