Roman script

sach keh raha hai deewana dil, dil na kisi se lagaana

jhuthe hai yaar ke vaade saare, jhuthi hai pyaar ki kasme

maine har lamha jise chaaha, jise puja 

usine yaaro mera dil toda toda, tanha tanha chhod a

mausam mausam tha suhana bada, mausam mausam 

maine dekha use hua main paagal bas pal bhar me

aake basi hai voh mere mann me uski kami hai ab jeevan me

voh dur hai meri nazro se kyun use main chaahu

oh, sach keh raha hai deewana dil, dil na kisi se lagaana

jhuthe hai yaar ke vaade saare, jhuthi hai pyaar ki kasme

maine har lamha jise chaaha, jise puja 

usine yaaro mera dil toda toda, tanha tanha chhod a

sundar sundar voh haseena badi, sundar sundar 

main to khone laga uske nashe me bin piye baheka, aah

sundar sundar voh haseena badi, sundar sundar 

main to khone laga uske nashe me bin piye baheka

ek din use bhula dunga main, uske nishaan mita dunga main

chaahunga na main us patthar ko, jaa use bata de

maine har lamha jise chaaha, jise puja 

usine yaaro mera dil toda toda, tanha tanha chhod a

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song