Roman script

sabse bada vidhata, sabse bada vidhata

sabse bada vidhata, sabse bada vidhata

teer taante hi dori par

pawan charan ruk jaata

teer taante hi dori par

pawan charan ruk jaata

nupur pahne

nupur pahne nartan karta

wahi ang lachkaata

sabse bada vidhata, sabse bada vidhata

ghodo ki rakhwali karta

teen ved ka gyata

ghodo ki rakhwali karta

teen ved ka gyata

chand se sunder mukhde wala

baitha gaay charata

sabse bada vidhata, sabse bada vidhata

jin hatho me gada ghumti

jaisa sankh bajata

jin hatho me gada ghumti

jaisa sankh bajata

aaj wahi chamcha kalchhi lekar ke daal chalata

aaj wahi chamcha kalchhi lekar ke daal chalata

sabse bada vidhata, sabse bada vidhata

Explore this song