Roman script

na biwi na bacha na bap bada na maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya

na biwi na bacha na bap bada na maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya

bin rupaiya to mistar teri mummy ka pyar

jo paida karta tujhe to kabhi na kar sakta mere yar

doctor laut jata fee na milti agar

tu maa ke pote ke andar pada hi rah jata har bar

kyu kiya jisne paida wo ishwar hai na maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya

hath khali agar tu mar gaya meri jan

na jamin tujhko chuyegi na dharti hi degi maan

had ye hai mere bhai ye khudao ka ghar

teri daulat ne banaya to hue khush allah bhagwan

tu is dunia ki khatir jode ja aana payya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya 

sabse bada rupaiya, sabse bada rupaiya

sabse bada rupaiya, sabse bada rupaiya

ek leader ko dekho he is looking for very grand

udata firta dinner hai in the hotel sun and san

uske ladke ki shadi dekhe ja ye na puch

kahan se aaya ye hathi form various english van

aaj kaha ka nation kahe ki dharti maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya 

na biwi na bacha na bap bada na maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya

once more

na biwi na bacha na bap bada na maiya

the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya

sabse bada rupaiya, sabse bada rupaiya

sabse bada rupaiya, sabse bada rupaiya

Explore this song