Roman script

sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye

hosh-o-hawas lut pagal bana gaye

hosh-o-hawas lut pagal bana gaye

logo ko mere dil ki

logo ko mere dil ki

pareshaniyo ka haal

kah na saki jubaan to aansu bata gaye

kah na saki jubaan to aansu bata gaye

sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye

sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye

kahne lagi yun hasratein andher mach gaya

jalta hua umeed ka deepak bujha gaya

jalta hua umeed ka deepak bujha gaya

sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye

sabr-o-karaar chhin ke aankhe chura gaye

Explore this song