Roman script

sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede

sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede

warna phir mujhko tadapne ka salika dede

sabar de ya mere zakhmo ko 

thak ke benoor huyi, dhundhne wali aankhe

ab ilaahi mere pairo mein ujala dede

sabar de ya mere zakhmo ko

umar bhar jisne kadi dhup mein raahat di hain

us sulagti huyi diwaar ko saaya dede

warna phir mujhko tadapne ka salika dede

sabar de ya mere zakhmo ko 

aarzu hain ke kisi aankh me aansu na rahe

mere hatho mein koi aisa khilona dede

warna phir mujhko tadapne ka salika dede

sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede

sabar de ya mere zakhmo ko

Explore this song