Roman script

he ma ka ye prem ka pyala pike pila vo re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao  
gher ke khade jivan ko jag ke janjal me jag ke janjal me 
man ki mukti milti hai man ke hi dwar me man ke hi dwar me 
karmo ka lekha jokha yahi pe chukaoge 
sabko pilao apni pyas ko bujhao re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao 
niti na dharm me hai apna swarth 
tyago re apna swarth tyago re 
tera hai mera jhuta bharam ye dil se nikalo 
bharm ye dil se nikalo 
tyag phal hai sabse mitha usko bulao re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao 
prem ke marg pe chalkar bhakti marg tum pao re  
bhakti marg tum pao re 
bhakti marg me dekho pvitra pran tum paoge  
pvitra pran tum paoge
tambura ki tan se tambura ki tan se 
santoshi ma ko jagao 
tambura ki tan se tambura ki tan se 
santoshi ma ko jagao 
sabko pilao apni pyas ko bujhao re 
sabko pilao apni pyas ko bujhao 
pyas ko bujhao pyas ko bujhao

Song details