Roman script

sab ke sahare radha ke pyare prabhu tune rakhi laaj hamari

sab ke sahare radha ke pyare kabhi to ye rakhe laaj hamari

sab ke sahare

jo bhi chaha tha vo paya  humne tere dwar se

par utari tune naiya majhdhar se

dukhiyo ke data to pe jau balihari jau balihari

sab ke sahare radha ke pyare kabhi to ye rakhe laaj hamari

sab ke sahare

paap ke bach ke nis din roka hum to tera naam le 

jhuth kabhi na bola humne aakar tere samne

yu hi saran me humko rakhiyo murari rakhiyo murari

sab ke sahare radha ke pyare prabhu tune rakhi laaj hamari

sab ke sahare

dukh me tune sath diya to sukh me bhi tu sath ho

jisko tu na chahe aise kabhi na humse baat ho

man se na chhute ab to lagan tihari lagan tihari

sab ke sahare radha ke pyare prabhu tune rakhi laaj hamari

sab ke sahare

Explore this song