Roman script

sabke aage hamko nachaya kitna uncha kam kiya

sabke aage hamko nachaya kitna uncha kam kiya

ghunghat tum mardo ne utara ko badnam kiya

sabke aage hamko nachaya kitna uncha kam kiya

ghunghat tum mardo ne utara aurat ko badnam kiya sabke aage

tum jindagi me aage ho kitne sare jaha ko dikha to diya

mai thi purane khyalo ki ab tak tumne shrabi bana to diya

wah re mere jiwan sathi tumne kitna nam kiya

sabke aage hamko nachaya kitna uncha kam kiya

damyanti ko jungle me choda or dropdi ko kaurwo ke pas

nal bhi tumhi the pandaw bhi tum the sun sun ke hote ho kyu udas

har yug me tum mardo ne hum pe julm hi karke nam kiya

shanakr ke sar pe ganga chadi hai aurat nahi to wo kaun hai

karishna ko jiski thokar padi hai aurat nahi to wo kaun hai

hamse pucho aurat ne kaise mardo ka kam tamam kiya

ghunghat tum mardo ne utara aurat ko badnam kiya sabke aage

laz ko ghar ki hotel me lake sabko dikhlaya wah re nojawa

dikhlayi tumko rango ki dunia bolo ye dunia dekhi thi tumne

bolo kaha bolo kaha bolo kaha

Explore this song