Roman script

sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera

koi nahi hai mera

sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera

koi nahi hai mera

suraj ko chhune nikla tha, aaya hath andhera

koi nahi hai mera

meri kismat me hai thokar, yu to bahut hai sahare

mere dil ka deep bujha to, fir kya chand sitare

chanda wali rat bhi kali, chanda wali rat bhi kali

kala hai mera sawera, koi nahi hai mera

sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera

sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera

koi nahi hai mera

rasta hi rasta hai, aage na manjil na kinara

jane kaha par le chali hai, mujhko samya ki dhara

tuti nayya bichade khiwayya, tuti nayya bichade khiwayya

tufano ne ghera koi nahi hai mera

sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera

koi nahi hai mera, koi nahi hai mera, koi nahi hai mera

Explore this song