Roman script

sabak jisko wafa ka yaad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

mohabbat me wahi barbad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

mohabbat me wahi barbad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

shahar ujda to bas jayega lekin

shahar ujda to bas jayega lekin

shahar ujda to bas jayega lekin

hamara ghar na phir aabad hoga

hamara ghar na phir aabad hoga

mohabbat me wahi barbad hoga 

sabak jisko wafa ka yaad hoga

tapas me hum bahut mahfuz honge

tapas me hum bahut mahfuz honge

tapas me hum bahut mahfuz honge

ke pahre par khada saiyyad hoga

ke pahre par khada saiyyad hoga

mohabbat me wahi barbad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

hamara naam bhi lenge wo lekin

hamara naam bhi lenge wo lekin

hamara naam bhi lenge wo lekin

hamara jikar sabke baad hoga

hamra jikar sabke baad hoga

mohabbat me wahi barbad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

sabak jisko wafa ka yaad hoga

Explore this song