Roman script

na pucho pyar ki humne jo haqiqat dekhi

wafa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi

kisi ne lut liya aur hume khabar na hui 

khuli jo aankh to barbaad mohabbat dekhi

sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya

sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya

din me agar charag jalaye to kya kiya

sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya

main wo kali hu jo na bahaaro me khil saki

main wo kali hu jo na bahaaro me khil saki

wo dil hu jisko pyar ki manzil na mil saki

manzil na mil saki

pathar pe humne phool chadhaye to kya kiya

din me agar charag jalaye to kya kiya

sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya

jo mil na saka pyar gam ki sham to mile

jo mil na saka pyar gam ki sham to mile

ek bewafaa se pyar ka anjaam to mile

ae maut jald aa

ae maut jald aa zara aaram to mile

Explore this song