Roman script

sab ke lab par naam hamara sabke dil me rehte hai 

are husn ke malik pyar se hamko harfan maula kehte hai

harfan mein ustad ho lekin maat yahan par khaoge

are ek najar mein dil ki baji haroge lut jaoge

hamare samne aana hai hamare saamne aana hai

to dil thamkar aana hamare samne aana hai 

to dil thamkar aana hamare samne aana hai

to dil thamkar aana hamare samne aana hai

to dil thamkar aana ke hum baton hi baton me

ke hum baton hi baton me bana dete hai deewana

ke hum baton hi baton me bana dete hai deewana

hamare ishq se aye husnwalo yu na takrana

hamare ishq se hamare ishq se aye 

husnwalo yu na takrana lipat jayega daman

lipat jayega daman se ke deewana to deewana

lipat jayega daman se ke deewana to deewana

hamara husn hai rangin shola iska kya kehna

hamara husn hai hamara husn hai rangin shola iska kya kehana

agar hai jindagi pyari to hamse dur hi rehana

aisa na ho mehfil mein hamari muft mein jaye jaan tumhari

agar hai jindagi agar hai jindagi pyari to hamse dur hi rehana

ki shole se lipatkar ki shole se lipatkar khak ho jata hai parwana

ke hum baton hi baton mein bana dete hai deewana

jal jane ka naam na lijiye nadani se kaam na lijiye

hum thehre aashiq saudayi hogi tumhari hi ruswayi

dilon ki aag kodilon ki aag ko jyada nahi bhadkayiye warna

pakad lenge kalayi haye haye haye haye

pakad lenge kalayi hum toh jaan-e-baat pe marna

bhari mehfil mein aata bhari mehfil mein aata hai 

tamasha hamko dikhalana

lipat jayega daman se ke deewana toh deewana

hamse daro jidd na karo aisa na ho aahein bharo

aji chhod  tumhe jaye kahan dar pe khade dushman jaan

are dar pe khade dushman jaan dar pe khade dushman jaan

khuda sabka nigehban hai khuda sabaka nigehban hai

bujurgon ka hai farmaana lipat jayega daman se 

ke deewana to deewana ke deewana to deewana

ke deewana to deewana ke deewana to deewana

deewana deewana deewana deewana deewana deewana

ke deewana to deewana ke deewana to deewana

Explore this song