Roman script

saayonara saayonara
waada nibhaaungi saayonara
ithlati aur balkhati
kal phir aaungi saayonara
saayonara saayonara 
waada nibhaaungi saayonara
ithlati aur balkhati
kal phir aaungi saayonara
saayonara saayonara 
chhod  de meri baaho ko
rok naa meri raaho ko
chhod  de meri baaho ko
rok naa meri raaho ko
itni bhi betabi kya
samjha apni nigaaho ko
saayonara saayonara
waada nibhaaungi saayonara
ithlati aur balkhati
kal phir aaungi saayonara
saayonara saayonara
chachal shokh bahaaro me
ras barsaate nazaaro me
chachal shokh bahaaro me
ras barsaate nazaaro me
tujhko bhul naa paaungi
hoga milan gulzaaro me
saayonara saayonara
waada nibhaaungi saayonara
ithlati aur balkhati
kal phir aaungi saayonara
saayonara saayonara
hogi roz mulakate
apne din apni raate 
hogi roz mulakate
apne din apni raate 
kaun hame phir rokega
ji bhar kar karna baate
saayonara saayonara
waada nibhaaungi saayonara
ithlati aur balkhati
kal phir aaungi saayonara
saayonara saayonara

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Asha Parekh, Mehmood, Joy Mukherjee