Roman script

saawan bin ghata nahi 

jaise baati bina diya nahi 

jaise piya bina jiya nahi 

saawan bin ghata nahi 

jaise bati bina diya nahi 

waise piya bina jiya nahi 

sapno mein kho gayi diwaani ho gayi 

chhane lagi bekhudi pyase hai ye adhar 

aa mere hamsafar baichain dil ki lagi 

sapno mein kho gayi diwaani ho gayi 

chhane lagi bekhudi pyase hai ye adhar

aa mere hamsafar baichain dil ki lagi 

piya piya piya piya

piya piya piya piya 

agnee bina shola nahi 

jaise parvt bina dhara nahi 

waise piya bina jiya nahi 

saawan bin ghata nahi 

jaise bati bina diya nahi 

nasheeli ye hawa mehki huyi fiza

pagal na kar de kahi 

baaho me aa piya dhadke mera 

jiya dil mera bas me nahi 

ho nasheeli ye hawa mehki huyi fiza

pagal na kar de kahi 

baaho me aa piya dhadke mera 

jiya dil mera bas me nahi 

piya piya piya piya 

piya piya piya piya 

ambar bina dhara nahi 

ho ras ke bina bhawara nahi 

vaise piya bina jiya nahi 

saawan bin ghata nahi 

jaise bati bina diya nahi 

bindiya ki kiran payal ki 

chhan chhanan gane lagi ragini 

naino mein preet hai sanso mein geet hai 

main ho gayi basuri 

ho bindiya ki kiran payal ki 

chhan chhanan gane lagi ragini 

naino mein preet hai sanso mein geet hai 

main ho gayi basuri  

piya piya piya piya

Explore this song