Roman script

bheega bheega sa mann hain, bheega bheega sa hai sama

bheegi bheegi si aag hain, bheega bheega sa hai dhuaan

ho naa subah aur bewajah na jaye jaye na yeh ghadi

saawan bairi saawan bairi aag lagaye sawan bairi

saawan bairi saawan bairi barse jaye saawan bairi

palko tale sapne bane baat mujhse kare bekhudi 

saawan bairi saawan bairi aag lagaye sawan bairi 

saawan bairi saawan bairi barse jaye saawan bairi

baaho me teri baaho me kho jau chhup jaau

chhu lu jo tujhe chhu lu toh Khud ko hi chubh jaau 

ab doori na zaraa si ho

raat ki baat hai baat koi na aadhi ho

aadhi teri aadhi meri raat yeh baant le chal abhi

saawan bairi saawan bairi chhalke jaaye sawan bairi

saawan bairi saawan bairi aag lagaye sawan bairi

do pal ko bas do pal ko palko pe khwaab rahne

do pal hi bas do pal hi tu hain meri aaj kah de

do pal ki ye kahaani hain

do hi lafz hai pyaas hai aur paani hai

bhujati nahi yeh aag hai meri do ruh bhi jal gayi

saawan bairi saawan bairi Khub sataaye sawan bairi

saawan bairi saawan bairi aag lagaye sawan bairi

Explore this song