Roman script

na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki  

na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki 

saawali shaam mein woh khubsurat

saawali ladki

aaine ko dekhti hai, aur sharmaati hai

deewaaron se baatein kar, chaahat bataati hai

aaine ko dekhti hai, aur sharmaati hai

deewaaron se baatein kar, chaahat bataati hai

yeh kaisa paagalpan, yeh shokh chanchal man

na jaane kisaki dhun mein naachati hai 

khol ke khidki  

na jaane kisaki dhun mein naachati hai 

khol ke khidki  

saawali shaam mein woh khubsurat 

saawali ladki

saawali shaam mein woh khubsurat 

saawali ladki

kuchh dil mein halchal hai, kuchh bekraari hai

aankhon mein ulfat ki, surmayi khumaari hai

kuchh dil mein halchal hai, kuchh bekraari hai

aankhon mein ulfat ki, surmayi khumaari hai

deewaana pyaar hai, bas intzaar hai

naa jaane kya kya khwaab dekhti hai 

khol ke khidki  

naa jaane kya kya khwaab dekhti hai 

khol ke khidki  

saawali shaam mein woh khubsurat 

saawali ladki 

saawali shaam mein woh khubsurat 

saawali ladki

Explore this song