Roman script

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

pyaar se gale, hai mil rahe, ye jami aasmaa

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

panchhiyon ki surili sadayein

panchhiyon ki surili sadayein

kaliyon ki ye sharmili adayein

jaadu jaise koyi chalayein

mujhko deewana ye banaye

dil bas mein na ab reh paaye

dekh ke rut ye jawa

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

thandi hawaye jab tan chhu jaaye 

thandi hawaye jab tan chhu jaaye 

ehsaas koyi mujhko dilaaye

jaise koyi shokh haseena, chhede mere mann ki veena

ji chahe bhar lu baaho mein, mehakta ye kaarwan

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

pyaar se gale, hai mil rahe, ye jami aasmaa

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

kitna hasi hai ye sama ho o o 

khoya hai saara jahan

Explore this song