Roman script

bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha

bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha

teri nazar ki chahat hai, kar de tu ek nazar

kar karam 

yaar kar karam 

yaar kar karam

yaar kar

kar karam 

yaar kar karam

yaar kar karam 

yaar kar

bechain hoon samandar sa

tu hi junoon mera hai, tu hi deewanapan

tere liye hi tadpe hai, din raat mera mann

mushkil hai teri yaadon ko dil se bhula saku

rab ki jagah sanam tere sajde main karta hoon

sun le iltaja meri de duwa ko asar

kar karam 

yaar kar karam 

yaar kar karam

yaar kar

kar karam 

yaar kar karam

yaar kar

bechain hoon samandar sa

rooh mein hai shrik tu, dhadkan mein hai basi

tu hi karaar mera hai tu meri bebasi

tere hi haatho mein janam hai meri zindagi

teri judai aansu hai, milna tera khushi

aa mere pass aaja tu, na bekaraar kar

kar karam 

yaar kar karam 

yaar kar karam

yaar kar

kar karam 

yaar kar karam

yaar kar karam

yaar kar

bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha

teri nazar ki chahat hai, kar de tu ek nazar

kar karam 

yaar kar karam 

yaar kar karam

yaar kar

kar karam 

yaar kar karam

yaar kar karam

yaar kar

Explore this song