Roman script

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

sapno ka sansar kahu ya sajan tera dwar kahu

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

mat pita ko chhod  chali tumhre karan chhod  diya gharbar

tu jo mile to sab kuch pa lu bigdi huyi takdir bana lu 

kahti hai dil ki pukar darshan ko aati hai aankhe meri bekarar

haye ram sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

lakh bhi aaye is path par tufan 

pake rahungi mai man ka bhagwan

tan ko man ki dhup jalaye man ki agan ko kon bujhaye

ruth chukhi hai piya bin bahar jivan hai dusvar haye ram

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

dil ko laga hai birha man ka rog mera unse janam janam sanjog

yu to pade na ruh ki kali mai pi ke liye kanto pe chali mai 

nav meri majhdhar padi hai dur hai khevan har haye ram

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

sat samandar par haye re mera sapno ka sansar

Explore this song