Roman script

saari saari raina, jaage mere naina

saari saari raina, jaage mere naina

baat maane na bekarar dil, raat din kare intzar dil  

ha baat maane na bekarar dil, raat din kare intzar dil 

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

meri nayi padosan dekho yaaro  

woh meri, uska hu main diwana, jaane na jaane woh jaane jaana

ban gaya chupke se ye afsaana, jaane na jaane woh jaane jaana 

suno suno, suno suno usse nahi pata hai jise maine chuna hai

har ghadi woh har ghadi woh

khayaalo me basa hai, nigaaho me chhupa hai 

nazar mili nazar se toh bana main nishaana, yaaro yaaro yaaro

saari saari raina, jaage mere naina

baat maane na bekarar dil, raat din kare intzar dil

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

meri nayi padosan dekho yaaro

woh abhi karti hai kuch nadaani lekin banegi meri diwaani

pyaar se darti hai woh diljaani lekin banegi meri diwaani 

haay woh diwna woh diwana 

zara sa manchla hai nazaro me pala hai

woh anjaana woh anjaana 

sitaro me dhala hai churaake dil chala hai 

main uspe mar gaya hu koyi toh use bataana, yaaro yaaro yaaro

saari saari rainam jaage mere naina 

ho baat maane na bekarar dil, raat din kare intzar dil 

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

mera khayaal hai, dekho kamaal hai 

meri nayi padosan dekho yaaro

Explore this song