Roman script

dil lutne wale yaad na 

karna yaad na karna 

bhul bhi ja sari duniya 

sari duniya bhula dee 

humne magar humne magar 

teri yaad ko dil se 

bhula na sake bhula na sake 

sari duniya 

dil mohabbat ki aag mein 

jal hi gaya jal hi gaya 

kab ye jal ke bechara 

pighal hi gaya pighal hi gaya 

lakho aansoo lakho aansoo

bahe humne magar humne magar 

apne dil ki lagi ko 

bujha na sake bujha na sake 

baat hone ki kya ab kya ho gayi 

jake takdeer meri kahan kho gayi 

duniya diwaar banke duniya diwaar banke 

khadi ho gayi khadi ho gayi 

darmiyan se use hum hata 

na sake hata na sake 

sari duniya 

sari duniya bhula dee 

humne magar humne magar 

teri yaad ko dil se 

bhula na sake bhula na sake 

aapko ye mubarak 

aawadiya aawadiya 

mere hisse mein aayi hai 

barbadiya barbadiya 

aapne hatho se dil ko 

gira na diya gira na diya 

phir bhi rone ko ??????

bana na sake bana na sake 

sari duniya 

sari duniya bhula dee 

humne magar humne magar 

teri yaad ko dil se 

bhula na sake bhula na sake

Explore this song