Roman script

sare jahan se accha hindusta hamara hamara

sare jahan se accha hindusta hamara

ham bulbule hai iski vo gulsita hamara hamara

sare jahan se accha

parvat ho sabse uncha hamsaya aasma ka

parvat ho sabse uncha hamsaya aasma ka

vo santari hamara vo paasba hamara hamara 

sare jahan se accha hindusta hamara hamara

sare jahan se accha

godi me khelti hai jiski hazaro nadiya

godi me khelti hai jiski hazaro nadiya

gulshan hai jiske dam se rashk-e-jeena hamara hamara 

sare jahan se accha hindusta hamara hamara

sare jahan se accha

majahab nahi sikhata aapas me bair rakhna

hindi hai ham, hindi hai ham, hindi hai ham 

vatan hai hindusta hamara 

sare jahan se accha hindusta hamara hamara

ham bulbule hai iski vo gulsita hamara hamara

sare jahan se accha hindusta hamara hamara

sare jahan se accha

Explore this song