Roman script

kisi ko mera shouk hai kisi ko mera hai nasha

jawani kehte hain mujhe hai mere aashiq har jagah

kisi ko meri hasratein kisi ki main hoon dilruba

mujhe paane ke vaaste maange duaa

sara zamana haseeno ka deewana zamana kahe phir kyun

bura hai dil lagana sara zamana haseeno ka deewana

zamana kahe phir kyun bura hai dil lagana

sara zamaana raftaar rap raa

ladki ek dam right hai

ladki dynamite hai ladki ke chakkar mei

daily gali gali mei fight hai thoda hamein do time yaara

love nahi hai crime yaara har din mujko better lage

tu ladki hai ya wine yaara arre janta ko jawab do

kab padogi pyaar mei sari duniya lagi hui hai

hum bhi hai kataar mei saara zamana haseeno ka deewana

saara zamana haseeno ka deewana

saara zamana haseeno ka deewana

saara zamaana yeh kaun keh raha hai

tu aaj pyaar karle jo kabhi bhi khatam na ho

woh aitbaar karle 

kisi ko mera shouk hai kisi ko mera hai nasha

jawani kehte hain mujhe hai mere aashiq har jagah

kisiko meri hasratein kisiki mai hoon dilruba

mujhe paane ke vaaste maange dua

sara zamana haseeno ka deewana zamana kahe phir kyun

bura hai dil lagana saara zamana

Explore this song