Roman script

saaqi ki har nigaah pe balkha ke pee gaya 

laharon se khelta hua lahra ke pee gaya 

saaqi ki har nigaah pe

zaahid ye meri sokhi rinda na dekhna 

rinda na dekhna 

rahmat ko baato baato mein bahla ke pee gaya 

rahmat ko baato baato mein

ae rahmat tmaam meri har khata maaf 

meri har khata maaf 

mein intihaan ae shok mein ghabra ke pee gaya 

mein intihaan ae shok mein

sar masti ae gajal mujhe jab yaad aa gayi 

jab yaad aa gayi 

duniya ae aitbaar ko thukra ke pee gaya 

saaqi ki har nigaah pe balkha ke pee gaya 

saaqi ki har nigaah pe

Explore this song