Roman script

dard me mitha aansu hi pyara

ishq ka dariya yun dil mein utara

sudh budh bisari khud ko main hara

sab kuch tera tujh pe hi wara 

saanwaliya saanwaliya saanwariya

saanwaliya saanwaliya saanwaliya

sun sajjana sun mahiya

sun saanwaliya 

sun sajjana sun mahiya

sun saanwaliya 

duniya dev mujhko taane

bairi ye man nahi mane 

heere moti ke butkhane 

prem to mitti jaane

tu hai mujhko rab se bhi pyara

sajde mein bhi dil ne ye pukara 

saanwaliya saanwaliya saanwaliya 

saanwaliya saanwaliya saanwaliya 

sun sajjana sun mahiya

sun saanwaliya 

sun sajjana sun mahiya

sun saanwaliya 

kanto ke bistar par sona

har pal aansu pe rona

dukh me hansna sukh me rona

pathhar duniya preet khilauna 

fir bhi mujhko yun hi na gawana 

tujhme mera sansaar sara

saanwaliya saanwaliya 

saanwaliya saanwaliya

Explore this song