Roman script

saanson ka hai ye bandhan tumhare liye

ye mere dil ki dhadkan tumhare liye

dekhe the jo bhi sapne ab ho gaye hain apne

main to bani hun saajan tumhare liye tumhare liye

tumhare liye haan tumhare liye

saanson ka hai ye bandhan tumhare liye

ye mere dil ki dhadkan tumhare liye

palkon mein apni chupa lo mujhe umr bhar

nazaron se dil mein basaya tumhe humsafar

palkon mein apni chupa lo mujhe

nazaron se dil mein basaya tumhe basaya tumhe

halka sa ik nasha hai mujhko bhi kuch hua hai

behka hua hai saavn tumhare liye tumhare liye

tumhare liye haan tumhare liye

chupke se kaano me kya keh gayi ye hawa

main ban gayi hu tere darde dil ki dawa

chupke se kaano me kya keh gayi 

main ban gayi darde dil ki dawa dil ki dawa

yun bekhudi me ham tum chalte rahenge hamdam 

bajti hai pyaar ki dhun tumhare liye tumhare liye

tumhare liye haan tumhare liye

saanson ka hai ye bandhan tumhare liye

ye mere dil ki dhadkan tumhare liye

Explore this song