Roman script

saanso ka chalna dil ka machalna 

saanso ka chalna dil ka machalna, jiski badaulat hai 

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana 

khwabo me aana aake satana, jiski shararat hai

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna

saanso ka chalna dil ka machalna, jiski badaulat hai 

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

tere jaisa nahi koyi, nahi koyi meri jane wafa

tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aisi ada

tere jaisa nahi koyi, nahi koyi meri jane wafa

tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aisi ada

yeh khushbu yeh aankhe yeh chehra 

tu lagti hai kamsin pari

mai hota agar koyi shayar toh karta koyi shayari

kesu girana daman me aana 

kesu girana daman me aana, kiski inayat hai

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana 

khwabo me aana aake satana, jiski shararat hai

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

na na na jalima na na na na na na

tere charche teri yaade, teri baaho me khoyi rahi

tera jalwa najar me tha mai toh jagi ya soyi rahi

tere charche teri yaade, teri baaho me khoyi rahi

tera jalwa najar me tha mai toh jagi ya soyi rahi

meri dhadkano pe likhi hai kahani teri janeja

mai hone lagi dhire dhire divani teri janeja

iss jindagi ko divanagi ko 

iss jindagi ko divanagi ko, kiski jarurat hai

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna 

saanso ka chalna dil ka machalna, jiski badaulat hai 

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana

khwabo me aana aake satana, jiski shararat hai

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna 

khwabo me aana aake satana 

jiski badaulat hai 

teri mohabbat hai, teri mohabbat hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song