Roman script

haan marte hai tujhpe

ab kuchh aur karte nahi

tere dil mere dil

kasam se guzarte nahi

kahan ho kahan ho

kidhar ho ki sunte nahi

yeh lamhe tere intezar ke

kat’te nahi

main aasmaan tera

tu chand banke aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

main aasmaan tera

tu chand banke aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

tu chand banke aana

tu sansein dene aana

aana tu aisi mohabbat le aana

jo ab tak kisi ne na ki ho

woh ishq lana aisa deewana banana

zikar jiska jannat talak ho

jo hua na kabhi aur na hoga kabhi

misale sada jiski denge sabhi

bas yeh dua poori karne meri

tu aa jana aa jana aa jana

main tujhpe mar mitunga

tu mujhpe marne aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

main aasmaan tera

tu chand banke aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

saans tu dene aana

saans saans tu dene aana

saans tu dene aana

saans saans tu dene aana

saans tu dene aana

saans saans tu dene aana

saans tu dene aana

main aasmaan tera

tu chand banke aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

main aasmaan tera

tu chand banke aana

in dil ki dhadkanon ko

tu saansein dene aana

Explore this song