Roman script

adhoori kahaniya mujhe bhi 

nahi pasand baba

par kisi kahani ka anth 

hai bhi ke nahi ye kise pata

saam daam dand bhed

se aage ka hai ye khel

ye kaisa kurukshetra

maut ne liya kya vesh

saam daam dand bhed

se aage ka hai ye khel

kya krishna kya arjun

sab teesri aankh ki dhun

baagh ko narsanhar ka kya darr

usko hai shiv ka var

baagh ko narsanhar ka kya darr

usko hai shiv ka var

nain naksh anga vastra

mastak hi sarv astra

nain naksh anga vastra

mastak hi sarv astra

baadha se rasta tarase

yodha jeevan tabhi saksham

vishwas mein na koi bhram

vishwas khatam duniya khatam

vishwas mein na koi bhram

vishwas khatam duniya khatam

Explore this song