Roman script

mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya

ye shadi ki ghadiya

salamat slamat ye fere ki ghadiya 

ye fere ki ghadiya 

saheli hamari piya desh jayegi

piya desh jayegi ye puto falo dudho nahaye ji 

ye puto falo dudho nahaye ji 

ye jug jug jiye ghar khushi se basaye

ye ek laal nanha sa godi mein laye ji 

godi mein laye ji 

mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya

ye shadi ki ghadiya

salamat slamat ye fere ki ghadiya 

ye fere ki ghadiya 

saheli hame jake mat bhul jana 

mat bhul jaana 

saheli hame jake mat bhul jana 

mat bhul jana ji mat bhul jana 

rahe yaad bachpan rangin jamana rangin jamana

gali se gairo ko apna banna apna banana

rahe yaad maa baap ki yu nibhana han yu nibhana 

mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya

ye shadi ki ghadiya

salamat slamat ye fere ki ghadiya 

ye fere ki ghadiya 

jawani ki dekhe bahare hamesha ji 

bahare hamesha ji 

dulhan tujhe dulha pukare hamesha ji 

pukare hamesha ji 

tere baal bikhare sanware hamesha ji 

ha ha hare hamesha ji 

mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya

ye shadi ki ghadiya

salamat slamat ye fere ki ghadiya 

ye fere ki ghadiya 

mubaarak mubaarak ye shadi ki ghadiya

ye shadi ki ghadiya

salamat slamat ye fere ki ghadiya 

ye fere ki ghadiya

Explore this song