Roman script

saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re
saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re 
chaand poonam ka mohe sataye 
sari sari raat jaagu nindiya na aaye 
kaise neend aaye tohe kaise neend aaye 
ji kaise neend aaye 
tum sakhiyo se raam bachaye 
jo na diwani ho, diwani ban jaye 
baat hi kuchh aisi hain ji kaise kahi jaye 
ji kaise kahi jaye 
hay hay hay re 
saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re
saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re 
chaand poonam ka mohe sataye 
sari sari raat jaagu nindiya na aaye 
kaise neend aaye tohe kaise neend aaye 
ji kaise neend aaye 
tum sakhiyo se raam bachaye 
jo na diwani ho, diwani ban jaye 
baat hi kuchh aisi hain ji kaise kahi jaye 
ji kaise kahi jaye 
hay hay hay re 
saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re
saal solwa laga ladakpan bhaga 
chunariya far far udti jaye re 
chunariya far far udti jaye re

Song details

Song video

Watch on YouTube