Roman script
saajan kabhi aao, kabhi aao, kabhi aao saajan kabhi aao, kabhi aao, kabhi aao ujdi hui duniya ko meri aake basaao ujdi hui duniya ko meri aake basaao saajan kabhi aao, kabhi aao, kabhi aao hum paas nahi, hum paas nahi kaun sune meri kahani saajan kabhi aao to suno meri jubaani saajan kabhi aao to suno meri jubaani main tumhare siva kisse kahun ye to bataao main tumhare siva kisse kahun ye to bataao ujdi hui duniya ko meri aake basaao ujdi hui duniya ko meri aake basaao saajan kabhi aao, kabhi aao, kabhi aao aanhko ne teri yaad me, yaad me, yaad me aanhko ne teri yaad me sau ashk bahaaye khwaabo ne mere seene me tufaan uthaaye khwaabo ne mere seene me tufaan uthaaye rote hue hardy ko mere aake hansaao rote hue hardy ko mere aake hansaao ujdi hui duniya ko meri aake basaao ujdi hui duniya ko meri aake basaao saajan kabhi aao, kabhi aao, kabhi aao ujdi hui duniya ko meri aake basaao
Song details
- Film / album: Shukriya (1944)
- Composer: G A Chishti
- Lyricist: G A Chishti
- Lyricist: Shanti Swaroop Madhukar
- Actor: Sunder
- Actor: Ramola
- Actor: Rooplekha Gyani
- Actor: Amar
- Actor: Zahur Shah
- Actor: Manorama
- Actor: Brij Sharma
Song video
lyricist: G A Chishti, Shanti Swaroop Madhukar