Roman script

kal mira tadpi kanha ko sab laj samaj ganwai re

ab prem me tadpan tarsan ki hai bari kanha ki aayi re

mori jan gayi, mori jan gayi 

o tora khel hua, tora khel hua

mujhse main rutha mujhme main tuta

o mujhse main rutha mujhme main tuta

mujhko maine ishq wafa me khud hi hai luta 

khud hi hai luta

lut lut ke, lut lut ke jina hai marna baake yar bina

saaiya hud main ki kara saaiya 

jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya

ho sapno ke shishe tute dukh ki darar se

chah ke bhi nikle na mann majhdhar se 

koi bhi na bole aur koi bhi bulaye na

phir bhi awaze sune badlo ke paar se 

rus rus ke, rus rus ke mann se mann jana khud hi yar bina

saaiya hud main ki kara saaiya 

jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya

saaiya hud main ki kara saaiya 

jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya

Explore this song