Roman script

saaf sunaaiyi deti hai 
saaf sunaayi deti hai ek, dard bhari aawaaj mujhe 

pichhale pahar sannaate me, kisne di aawaaj mujhe

saaf sunaayi deti hai 
tanhaayi me jab bhi apne, dil se baate karta hu 

dil se baate karta hu 
anjaani si lagti hai kyu, apni hi aawaaj mujhe 
anjaani si lagti hai kyu, apni hi aawaaj mujhe
saaf sunaayi deti hai 
dhokha khaana apni fitrat 
kiske sar iljaam nashi
dhokha khaana apni fitrat 
kiske sar iljaam nashi
kiske sar iljaam nashi 
apna kahkar lut gayi hai, ek nayi aawaaj mujhe 
apna kahkar lut gayi hai, ek nayi aawaaj mujhe 
pichhale pahar sannaate me, kisne di aawaaj mujhe
saaf sunaayi deti hai ek, dard bhari aawaaj mujhe 
ek dard bhari aawaaj mujhe 
ek dard bhari aawaaj mujhe 
ek dard bhari aawaaj mujhe 
ek dard bhari aawaaj mujhe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mitali Singh, Bhupinder Singh