Roman script

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

tere bina kya jina ab jina duswar hai

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

humne to in aahko me chehra apna dekha hai

humne to in aahko me chehra apna dekha hai

sajan ki in baho me pyar ka sapna dekha hai

kya or hum bataye tumse

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

tere bina kya jina ab jina duswar hai

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

dil me kitni chahat hai pucho dil ki dhadkan se

dil me kitni chahat hai pucho dil ki dhadkan se

ha jiwan bhar jo naa tute hum to bandhe us bandhan se

hai jindagi wafa ke dam se

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai

tere bina kya jina ab jina duswar hai

Explore this song