Roman script

ae bas ruth gaye ruthe ho sanam to phir kya hai

ruthe ho sanam to phir kya hai

humko bhi manana aata hai humko bhi manana aata hai

ruthe ho sanam to phir kya hai

barkha ke saloni baho ko jab dalenge hum tere gale

ek pal me aji mit jayenge sab pyar ke sare shikve gile

sab pyar ke sare shikve gile

ruthe ho sanam to phir kya hai humko bhi manana aata hai

shano pe tere jab lat meri maslegi aur lahrayegi

gusse ki jagha phir chehre pe halki si hansi aa jayegi

halki si hansi aa jayegi ruthe ho sanam to phir kya hai

humko bhi manana aata hai

aakhir me manane ki tumko aati hai hume ye khas saza

sharmake zara ha kah de more raja ji humse ho kahe khafa

more saiya ji humse ho kahe khafa

ruthe ho sanam to phir kya hai ruthe ho sanam to phir kya hai

humko bhi manana aata hai humko bhi manana aata hai

ruthe ho sanam to phir kya hai ruthe ho sanam to phir kya hai

Explore this song