Roman script
ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ye naa socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ruthke hamse kahi main to naa chala tha do kadam bhi tum bin o phir bhi mera bachpan yahi samajha har din chhod ke mujhe bhala ab kaha jaoge tum chhod ke mujhe bhala ab kaha jaoge tum ye naa socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ruthke hamse kahi baato kabhi hatho se bhi maara hai tumhe o sada yahi kehke hi pukara hai tumhe kya kar loge mera jo bigad jaoge tum kya kar loge mera jo bigad jaoge tum ye naa socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ruthke hamse kahi dekho mere aansu yahi karte hai pukar o aao chale aao mere bhai mere yaar pochhane aansu mere kya nahi aaoge tum pochhane aansu mere kya nahi aaoge tum ye naa socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruthke hamse kahi jab chale jaoge tum ruthke hamse kahi lyrics typed by :- ruchita parab
Song details
- Singer: Jatin
- Film / album: Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Ayesha Jhulka
- Actor: Deepak Tijori
- Actor: Pooja Bedi
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Mamik
- Actor: Aditya Lakhia
- Actor: Asrani
- Actor: Faisal Khan
- Actor: Imran Khan
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Kiran Zaveri
- Actor: Deb Mukherjee
- Actor: Jatin Pandit
- Actor: Amol Gupte
- Actor: Deven Bhojani
- Actor: Anthony D
Song video
actor: Aamir Khan, Ayesha Jhulka, Kulbhushan Kharbanda, Mamik, Pooja Bedi